Articles by "Love Shayari"
Showing posts with label Love Shayari. Show all posts

Best Birthday Shayari Status:

Phool khilte rahein zindgi ki raah mei
Hansi chamakti rahe aapki nigaah mein
Kadam kadam pr mile khushi ki bahar apko
Dil deta hain yehi dua baar-baar aapko
Birthday Shayari Images

Birthday Shayari

Dua Mile Bando Se Khushiyan Mile Jag Se
Sath Mile Apno Se Rehmat Mile Rab Se
Zindagi Me Aap Ko Be Panah Pyar Mile
Kush Rahe Aap Duniya Mein Ziyda Sub Se

Birthday Shayari Status:

Tamanna Karte Ho Aap Jin Khushiyoun Ki
Woh Khushiyan Aapke Kadmon Mein Ho
Ishwar Aapko Woh Sab Haqiqat Mein De
Jo Socha Aapne Sapnon Mein Ho

Happy Birthday Shayari

Khuda Na Kare Aapko Koi Gham Ho
Aur Sirf Khushiyan Aur Hansi Mile
Gham Jab Bhi Badh Chale Aapki Aur
Khuda Kare Raaste Me Use Pehle Hum Mile

Birthday Shayari:

Ugta Hua Suraj Dua De Aapko 
Khilta Hua Phool Khushbu De Aapko 
Hum To Kuch Dene Ke Kabil Nahi Hai
Dene Wala Hazaar Khushiyan De Aapko

Muskan aapke hontho se kahi jaye nahi
Aansu aapke palkon pe kabhi aaye nahi
Pura ho aapka har khwaab
Or jo pura na ho wo khwab kbhi aaye nhi

Thofa Mai Tujhe Aaj Mera Dil Hi Deta Hu
Yeh Hasin Mauka Gawana Nahi Chata Hu
Apne Dil Ki Baat Tumhare Samne Batlata Hu
Aur Tumhare Janam Din Ki Shubh Kamnae Deta Hu

Birthday Shayari Images:

Khushiyon Ka Ek Sansar Leke Aayenge
Patjhad Mein Bhi Bahaar Leke Aayenge
Jab Bhi Pukar Lenge Aap Dil Se
Jindgi Se Saanse Udhar Leke Aayenge..!!
Happy Birthday Shayari

Dil Se Meri Dua Hai Ke Khush Raho Tum
Mile Na Koi Ghum Jahan Bhi Raho Tum
Samandar Ki Tarah Dil Hai Gehra Tumhara
Sadaa Khushio Se Bhara Rahe Daaman Tumhara

 Happy Birthday Shayari:

Lamha Lamha Karke Waqt Gujar Jayega
Chand Lamhe Or Fir Daman Chut Jayega
Humari Duaye Hogi Kabul Or
Aapka Har Sapna Pura Ho Jayega

Birthday Status

Chand Mein Noor Na Hota,
Tanha Dil Itna Majboor Na Hota,
Hum Aapko Birthday Wish Karne Aate,
Agar Aapka Aasiyana Itni Door Na Hota

Birthday Shayari In English:

Ye Janamdin Pehle Se Accha Ho
Jivan Tumhara Siddha Sacha Ho
Kabhi Na Mile Koi Dukh Tumko,
Har Din Har Pal Tumhara Accha Ho

Tumhari is ada pe kya jawab du,
Apne yaar ko kya tohfa du,
Koi acha sa phool hota to mangwata maali se,
Jo khud gulab hai usko kya gulab du

Hamari to dua hai, koi gila nahi,
Wo gulaab jo aaj tak khila nahi,
Aaj ke din aapko wo sab kuch mile,
Jo aaj tak kisi ko kabhi mila nahi

Phool Khilte Rahein Zindgi Ki Raah Mein,
Hansi Chamakti Rahe Aapki Nigaah Mein,
Kadam Kadam Par Mile Khushi Ki Bahar Aapko,
Dil Deta Hai Yehi Dua Baar-Baar Aapko..!!

Janamdin Shayari:

Suraj roshni le kar aayaa,
Aur chidyon ne gaanaa gaayaa,
Phoolon ne hans hans kar bolaa,
Mubarak ho tumhaara janam din aaya

Khuda Na Kare Aapko Koi Gham Ho,
Aur Sirf Khushiyan Aur Hansi Mile.
Gham Jab Bhi Badh Chale Aapki Aur,
Khuda Kare Raaste Me Use Pehle Hum Mile..!!

Sajti Rahe Khushiyon Ki Mehfil,
Har Khushi Suhani Rahe,
Aap Zindgi Mein Itne Khush Rahe,
Ki Har Khushi Aapki Diwani Rahe..!!

Birthday Poetry:

Chand apni chandni de aapko,
Gulab apni khusboo de aapko,
Ham to bas yhi mangte hai har dua me
Khuda har khusi de aapko

Har lamha apke hothon pe muskan rahe,
Har ghum se aap anjaan rahen,
Jiske sath mehak uthe aapki zindgi,
Hamsha aapke pass woh insan rahe.

Khuda Na Kare Aapko Koi Gham Ho,
Aur Sirf Khushiyan Aur Hansi Mile.
Gham Jab Bhi Badh Chale Aapki Oar,
Khuda Kare Raaste Me Use Pehle Hum Mile

Happy Birthday Shayari:

Tere Jaise Dost Dunia Mein Hote Hai Bahot Few….
Chhote Se Mere Iss Dil Mein Only Hai Tu…..
Jeeta Rahe Jo Saalo Saal Jo Ped Woh Tu…
Yeh Khuda Se Dua Hai Meri Only For You….
Happy Birthday Once Again To You….


Phool khilte rahein zindgi ki raah mein,
Hansi chamakti rahe aapki nigaah mein.
Kadam kadam pr mile khushi ki bahar aapko
Dil deta hain yehi dua baar-baar aap ko

Birthday Status:

Baar baar yeh din aaye,
baar baar yeh dil gaaye,
tu jiye hazaro saal,
yehi hai meri aarzoo,
Happy B’day To You !!!

Motiyan, bela, phool, kaliyan,
Dekho yaron sab to hain na,
Aaj tumhari salgirah hai,
Dekho hum ko yaad to hai na!"

Us Din Khuda Ne Bhi Jashn Manaya Hoga,
Jis Din Aapko Apne Hathon Se Banaya Hoga,
Usne Bhi Bahaye Honge Aansu,
Jis Din Aapko Yahan Bhej Kar,
Khud Ko Akela Paya Hoga..!!

Birthday Wishes:

Har lamha apke hothon pe muskan rahe,
Har ghum se aap anjaan rahen,
Jiske sath mehak uthe aapki zindgi,
Hamsha aapke pass woh insan rahe

Ughta Hua Suraj Duaa De Aapko,
Khilta Hua Phool Khusbu De Aapko,
Hum To Khuch Dene Ke Kabil Nahi Hai,
Uper Wala Hazaar Khushiya De Aapko

Birthday Shayari For Lovers:

Tamnnaon Se Bhari Ho Jindgi,
Kwahishon Se Bhara Ho Har Pal,
Daaman Bhi Chhota Lagne Lage,
Itni Khushiyan De Aapko Aane Wala Kal!!

Yeh din yeh mahina yeh tareekh jab jab aayi,
Hum ne kitne pyar se janam din ki mehfil sajaayi,
Har shamaa par naam likh diya dosti ka,
Is ki roshni me chand jaisi teri surat hai samaayi

Khuda se ye dua hai hamari,
Umar lag jaye aapko hamari,
Khush raho sada aap
Or umar lambi ho tumhari

Status Of Birthday Shayari:

Yehi Dua Karta Hun Khuda Se,
Aapki Zindigi Mein Koyi Gam Na Ho,
Janamdin Par Mile Hajaro Khusiyan,
Chaahe Unme Shaamil Hum Na Ho

Sabse Pyara Lagta Hain Humein Ye Khas Din,
Jise Bitana Nahi Chaahtein Hum Aapke Bin,
Waise Toh Dil Deta Hain Sada Dua Aapko,
Phir B Kehtein Hain Mubaarak Ho Aapko Ye Janamdin

Tohfa-e-dil de doon ya de doon chand taare,
Janam din pe tuje kya du ye puche mujhse saare
Zindagi tere naam kar doon toh bhi kam hain,
Daman me bhar du har pal khushiya me tumhare

Birthday Shayari For Friends:

Main likh du tumhari umar chand sitaaro se 
Janamdin manau main phoolo se baharo se 
Har ek khoobsurti duniya se main lekar aau, 
Mehfil ye sajaau main har haseen najaro se

Duniya Ki Khushiyan Aapko Mil Jayein,
Apno Se Mil Ke Aapka Man Khil Jaye,
Chehre Par Dukh Ki Kabhi Shikan Na Ho,
Aapke Birthday Par Meri Shubkamnayein

Pyar se bhari jindgi mile aapko,
Khusiyon se bhare pal mile aapko,
Kabhi kisi gham ka saamna na karna pade
Aisa aane wala kal mile aapko

Best Birthday Shayari:

Hamare liye khaas hai aaj ka din,
Jo nhi beetana chahate apke bin,
Wese to har dua aapke liye mangte hai
Fir bhi khete hai khub sari khushiyan mile apko is janamdin

Aapko yad rahe ya na rahe,
Hamko rahta hai yad ye din har din,
Hamare liye to bahut khaas hai
Kyoki yhi to hai hamari jaan ka janamdin

Har kadam aapke hothon pe hansi ho,
Haar pal aapke dil me khushi ho,
Sitare bhi zameen par aakar aapko gherle,
Aisi chand ke tarah chamakti aapki zindagi ho

Birthday Shayari Collection:

Khushiyon ka ek sansar leke aayenge,
Patjhad mein bhi bahaar leke aayenge,
Jab bhi pukar lenge aap dil se,
Jindgi se saanse udhar leke aayenge

Gulab ki tarah khushiyan khile jivan mein apke, 
Khusboo ki tarha hasi bani rahe hothon pe apke, 
Muskurate raho aap hamesha aise hi 
Or ham bane rahe dil mein apke

Pholo Ne Bola Khsubu Se,
Khusbhu Ne Bola Badal Se,
Badal Ne Bola Lehro Se,
Lehro Ne Bola Sahil Se,
Wo Hi Hum Kehte H Dil Se,
Happy Birthday To U

Happy Birthday Shayari:

Sitaron Se Aage Bhi Koi Jahan Hoga,
Jahan Ke Saare Nazaron Ki Kasam,
Aapse Pyaara Wahan Bhi Na Hoga.
*Happy Birth Day*

Khuda Buri Nazar Se Bachaye Aap Ko,
Chand Sitaron Se Sajaye Aap Ko,
Ghum Kya Hota Hai Ye Aap Bhool Hi Jao,
Khuda Zindagi Mai Itna Hasaye Aap Ko..!!

Suraj Roshni Le Kar Aaya,
Aur Chidiyon Ne Gaana Gaaya,
Phoolon Ne Hans Hans Kar Bola,
Mubaraq Ho Tumhara Janam Din Aaya..

Happy Birthday Shayari Status:

Aapko yad rahe ya na rahe, 
Hamko rahta hai yad ye din har din, 
Hamare liye to bahut khaas hai 
Kyoki yhi to hai hamari jaan ka janamdin

Yahi Dua Karta Hu Khuda Se,
Aapki Zindigi Mein Koi Gam Na Ho,
Janamdin Per Mile Hazaro Khusiyan,
Chahe Unme Shaamil Hum Na Ho..!!

Happy Birthday Shayari In English:

Har Khushi Khushi Mange Aapse,
Jindagi Jinda Dili Mange Aapse,
Ujala Ho Mukaddar Me Aapke Itna,
Ki Chand Bhi Roshni Mange Aapse

Suraj roshni le kar aaya ..
Aur chidiyon ne gaana gaaya,
Phoolon ne hans hans kar bola ..
Mubaraq ho tumhara janam din aaya

Khushiyon ka ek sansar leke aayenge,
Patjhad mein bhi bahaar leke aayenge,
Jab bhi pukar lenge aap dil se,
Jindgi se saanse udhar leke aayenge

Bewafa Poetry Collection In Urdu

Urdu Bewafa Poetry

بے وفائی وہ گناہ ہے جس کی معافی نہیں ہوتی
جان لیتا ہے عشق صرف وفا کافی نہیں ہو تی۔

انتظار تو ہم تیرا ساری عمر کر  لیں گے
بس خدا کرے تو بیوفا نا نکلے

‏تم سے نفرت بھی اب نہیں کرنی
یہ بھی تعلق کی ایک علامت ہے

جس چاند کے چاہنے والے ہزاروں ہوں
وہ کیا سمجھے ایک ستارے کی کمی

Bewafa Poetry

میں مر کیوں جاتی اس کے بے وفا ہو نے سے
کیا وہ ہی تھا اس دنیا میں دل لگانے کے لئے

تنہا زندگی گرر سکتی ہے
مگر بے وفا کے سات نہیں

ھم سے رخ موڑ کر تیرے سجدے بیکار ہیں
لفظ  حقوق العباد تو کبھی سنا ہوگا تم نے

Poetry On Mere Pass Tum Ho

دانش کی موت نے ثابت کر دیا
 عورت کی بے وفائی مرد کو مار دیتی ہے

وہ جو صدیوں سے عورت پر گزر رہی تھی
آج مرد پہ گزری تو مر ہی گیا
میرے پاس تم ہو

زیب دیتا ہے اسـے اتنا تعافل مجھ سے
وہ کہیں اور بھی مصروف وفا ہے شاید

میرا دل بھی تیری طرح بیوفا نکلا
ظالم دھڑکتا بھی ہے تو کسی اور کے لیے

کچھ غم نہیں اس کے بچھڑ جانے کا شاکر
افسوس اتنا ہے میرا ہو کے بھی میرا ہو نہ سکا

Bewafa In Urdu

‏وہ شخص جو کبھی دائرہ تھا زندگی کا
سمٹا کچھ اس ادا سے نقطہ بھی نہ رھا

میں بہت ظالم ہوں اے میرے دل
تجھے ہمیشہ اس کے حوالے کیا جسے تیری قدر نہیں

میں تیرے بے وفا ہونے سے پریشان نہیں
دل لگانے کو ابھی سارا جہاں باقی ہے

جو کر گیا دغا اس کی برائی کیوں۔
ہم نے بھی تو اس کی خاطر لوگوں سے دغا کیا تھا۔

Poetry On Bewafai

اِس کا اُس کا سب کا ہی یار نکلا
تو بھی آخر دنیا دار نکلا

رو پڑا آسمان بھی آن میری وفا دیکھ کر
دیکھ بات تیری بیوفائی کی بادلوں تک جا پہنچی

باتیں اتنی کہ جیسے وفا ان پر ختم
جب نبھانے کی باری آئی تو مجبور نکلے

کبھی راستے بدل گۓ کبھی ارادے بدل گۓ
ہم نہ بدلے مگر تیرے وعدے بدل گۓ

Poetry About Bewafai

میرا ساتھ اس نے تب چھوڑا
جب اس کے سوا میرا کوئی نہیں تھا

تیرے وعدوں پہ بھروسہ نہیں کرنے دیتی
تیرے پہلو میں کسی اور کی خوشبو جاناں

اب مجھے کوئی دلائے نہ محبت کا یقیں
جو مجھے بھول نہ سکتے تھے وہی بھول گئے

‏پہلے یہ ربط میری ضرورت بناؤ گے
‏اور پھر کہو گے رابطہ ممکن نہیں رہا

Bewafa Shayari In Urdu

اب اس کی آواز سن کے دل ٹوٹ سا جاتا ہے
جب وہ مجھ سے کہی باتیں کسی اور سے دھراتا ہے

تو جسے چاہتا ہے وہ تجھے مبارک
تو ہمیں مشورے نہ دے بھول جانے کے

کچھ غم نہیں اس کے بچھڑ جانے کا شاکر
افسوس اتنا ہے میرا ہو کے بھی میرا ہو نہ سکا

‏وہ شخص جو کبھی دائرہ تھا زندگی کا
سمٹا کچھ اس ادا سے نقطہ بھی نہ رھا

Bewafa Poetry Collection

میں بہت ظالم ہوں اے میرے دل
تجھے ہمیشہ اس کے حوالے کیا جسے تیری قدر نہیں

جو کر گیا دغا اس کی برائی کیوں۔
ہم نے بھی تو اس کی خاطر لوگوں سے دغا کیا تھا۔

ہم  چاہتے تو ان کو کب کا منا لیتے
مگر وہ روٹھے نہیں بدل گئے ہیں

کوئی مجبوری ہو گی جو وفا کر نہیں پایا
میرے محبوب کو شامل نہ کرو بے وفاؤں میں

Poetry On Bewafa Dost

باتیں اتنی کے جیسے وفا ان پے ختم
جب نبھانے کی بات آئی تو مجبور نکلے

بہت خیال رکھتے ہیں وہ اپنے دل کا
ادھر نہیں لگتا تو ادھر لگا لیتے ہیں

بس اک بار ملو اور یہ وضاحت کر دو جاناں
کمی میری محبت میں تھی یا تیری فطرت میں بے وفائی

سنا ہے کسی اور کو جان سے پیارا کر لیا اس نے
ہمارے بعد بھی آخر گزاره کر لیا اس  نے

Bewafa Urdu Shayari

 نصیب سے زیاده بهروسه کیا تها تم پر
نصیب اتنا نہیں بدلا جتنا تم بدل گے

زمانے سے بگاڑی تھی تجھے اپنا بنانا تھا
رہے گا یاد قبر تک کسی سے دل لگایا تھا

تماشہ روز کرتے ہو وفاؤں کا جفاؤں کا
کبھی اترو میرے دل میں محبت سیکھ جاؤ گے

ﮐﭽﮫ ﻟﻮﮒ ﺗﺤﻔﮯ ﺑﮭﯽ ﮐﻤﺎﻝ ﮐﮯ ﺩﯾﺘﮯ ﮨﯿﮟ
ﺍﺩﺍﺳﯿﺎﮞ، ﺗﻨﮩﺎﺋﯿﺎﮞ ، یادیں اور ﺍذﯾﺘﯿﮟ

Sad Bewafa Poetry

بےوفا وقت تھا تم تھے یا مقدر میرا
بات اتنی ہے کہ انجام جدائی نکلا

بس ایک ہی سبق سیکھا ہے زندگی سے
جتنی وفا کرو گے اتنا پریشان رہو گے

ایک ہی خطا ہے جو عرصے سے کیے بیٹھا ہوں
بس اک بےوفا سے بے حد وفا کیے بیٹھا ہوں

جیت کر سلطنت جس کے نام کرنی تھی
بیچ میدان وہی بغاوت  کر گیا ہم سے

ویسے انمول ہیں کئی پتھر
تیرے دل کا مگر جواب نہیں

‏ﮨﻢ ﺷﺠﺮ ﺗﮭﮯ ﺷﺠﺮ ﮨﯽ ﺭﮨﮯ
ﻭہ ﻣﻮﺳﻢ ﺗﮭﺎ ﺑﺪﻟﺘﺎ ﮔﯿﺎ ﺑﺪﻟﺘﺎ ﮔﯿﺎ

روز روز نہ سہی مگر کبھی کبھی
وہ شخص بھی مجھے سو چتا ہوگا


Barish Poetry In Urdu

Barish Poetry In Urdu

تیری قربت بھی نہیں ہے میسر
اور دن بھی بارشوں کے آگئے ہیں

جگ کی بارش دیکھی سب نے
من کی بارش دیکھے کون۔۔۔۔۔

ہلکی سی بارش بہت سی باتیں
گرم گرم چائے ___ میں اور تم

ہلکی سی بارش بہت سی باتیں
گرم گرم چائے ___ میں اور تم

بھلا بارش سے کیا سیراب ہوگا
تمھارے وصل کا پیاسا دسمبر

پہلے بارش ہوتی تھی تو یاد آتے تھے
اب جب یاد آتے ہو تو بارش ہوتی ہے

جسے بارش کے پانی میں بہا کر مسکراتے تھے
مجھے کاغذ کی وہ کشتی ذرا پھر سے بنا دین


کچے مکان جتنے تھے بارش میں بہہ گئے
ورنہ جو میرا دکھ تھا وہ دکھ عمر بھر کا تھا۔۔۔

چھپ جائیں کہیں آکہ بہت تیز ہے بارش
یہ میرے ترے جسم تو مٹی کے بنے ہیں۔۔

اے با رش! برس ،برس اور برس
آ ج تُو اس کی یا دوں کو بہا لے جا۔

‏مجھے کاغذ کی کشتی میں بٹھا کر
وہ خود بارش کا پانی ہو گیا

آج تفصیل نہیں بس اتنا سنو
موسم حسین ہے لیکن تم جیسا نہیں

ہمیں کیا معلوم تھا کہ
یہ موسم یوں رو پڑے گا۔

بارش ہوئی تو گھر کے دریچے سے لگ کے
چپ چاپ سو گوار تجھے سوچتے رہے

 دعا ہے بارش کے جتنے قطرے گریں
اتنی ہی آپ کو خوشیاں ملیں

برسات تھم چکی ہے مگر ہر شجر کے پاس
اتنا تو ہے کہ آپ کا دامن بھگو سکے۔۔۔

تیز بارش میں کھڑا رہا بس اک جملہ سننے کو
کہ وہ کہہ دیں ادھر آؤ پاگل بھیگ جاؤ گے

]
پتا ہے مجھے با رش کیو ں پسند ہے
یہ بر ستی ہے اداس لو گو ں کی طر ح۔

ہم سے پوچھو مزاج بارش کا
ہم جو کچے مکان والے ہیں.....

جس طرح ٹوٹ کے گرتی ہے زمیں پر بارش
اس طرح خود کو تیری ذات پہ مرتے دیکھا

اب کو ن سے مو سم سے کو ئی آس لگائیں
برسات میں بھی یاد ،نا جب ان کو ہم آئے

کچے مکان جتنے تھے بارش میں بہہ گئے
ورنہ جو میرا دکھ تھا وہ دکھ عمر بھر کا تھا۔۔۔

اک تم اور اک بارش دونوں کمال کرتے ہو
آتے ہو آگ لگانے بجانا بھول جاتے ہو

شکوہ ہے مجھے ان بارشوں کی سازشوں سے
تب ہی کیوں برستی ہیں جب یار پاس نہیں ہوتا

بارش کے آوارگی نے ہر رت ہی بدل ڈالی
جنہیں مشکل سے بھولے تھے وہ پھر یاد آگئے

اس نے تو کہا تھا کہ ہم بارش میں ساتھ ساتھ بھیگیں گے
تو پھر آج کیوں وہ تنہا ،میں تنہا اور یہ بارش تنہا۔

روز آتے ہیں بادل ابر رحمت لے کر
میرے شہر کے اعمال انہیں برسنے نہیں دیتے۔

بارش ہوتی ہے تو دونوں بھیگتے ہیں۔
میں رستے میں، میری ماں دروازے پر۔

دیکھ لی میرے آنسوؤں کی طاقت
رات میری آنکھ نم تھی آج تیرا پورا شہر بھیگ گیا

ان بادلوں کا مزاج بھی میرے اپنوں سے بہت ملتا ہے
کبھی ٹوٹ کے برستے ہیں کبھی بے رخی سے گزر جاتے ہیں

تیز بارش میں کبھی سرد ہواؤں میں رہا
ایک تیرا ذکر تھا جو میری صداؤں میں رہا

کتنے لوگوں سے میرے گہرے مراسم ہیں مگر
تیرا چہرہ ہی فقط میری دعاؤں میں رہا

رو پڑا آسمان بھی آن میری وفا دیکھ کر
دیکھ بات تیری بیوفائی کی بادلوں تک جا پہنچی

آج پھر تیری یاد آئی بارش کو دیکھ کر
دل پہ قابو نہ کرسکا اپنی بے بسی کو دیکھ کر

روۓ اس قدر تیری یاد میں اے دوست
کہ بارش بھی تھم گئ میرے آنسو کو دیکھ

کہیں پھسل ہی نہ جاؤں تیرے خیالوں میں چلتے چلتے
 اپنی یادوں کو روکو میرے شہر میں بارش کا سماں ہے

کبھی بارش کے موسم میں اگر میں یاد آ جاؤں
تو مٹھی میں میرے حصے کی بوندیں جذب کر لینا

اپنی یادوں سے کہو ذرا سنبھل کر آئیں
میرے شہر میں آج بارش کا سما ہے

جن کے پاس صرف سکٌے تھے وہ مزے سے بھیگتے رہے بارش میں
 جن کے پاس نوٹ تھے وہ چھت کی تلاش میں رہ گئے

بات تو سچ ہے مگر دل مانتا ہی نہیں
کہ بارش میں میرا گھر جلا کیسے؟

بڑی حسرت سے لکھا تھا تیرا نام دیواروں پر
آج بارش کے قطروں نے چوم چوم کر مٹا دیا

جو منہ آ رہی تھی اب لپٹی ہے پاوں سے
بارش کے بعد مٹی کی فطرت ہی بدل گئی

تم جو ہوتے تو بات اور تھی
اب کے بارش تو صرف پانی ہے

جب جل کے نشیمن خاک ہوا تب ٹوٹ کے برسا بادل بھی
 اس وقت کہاں تھی کالی گھٹا جب آگ لگائی لوگوں نے

یہ بارش سرد ہوا اور اس میں تیرا ساتھ
سچ ہو جائے یہ خواب تو ہو کیا ہی بات

تیز بارش میں کبھی سرد ہواؤں میں رہا
ایک تیرا ذکر تھا جو میری صداؤں میں رہا
کتنے لوگوں سے میرے گہرے مراسم ہیں مگر
تیرا چہرہ ہی فقط میری دعاؤں میں رہا

رو پڑا آسمان بھی آن میری وفا دیکھ کر
دیکھ بات تیری بیوفائی کی بادلوں تک جا پہنچی

لو آج پھر رونے لگا ہے آسمان بن کے بارش⁦
شاید آج اس کو پھر احساس ہوا ہے میری تنہائی کا

ہماری حالات دیکھ کر رو رہا ہے آسمان
لوگ خوشیاں منا رہے ہیں کہ بارش ہورہی آج

فضا کو لگ گئی شائد تیرے آنے کی خبر
ہمارے شہر میں اترا ہے کمال کا موسم

حسین لمحوں کے راگ جیسی ہوتی ہے
سردیوں کی بارش بھی آگ جیسی ہوتی ہے

تمہارے بعد فقط اتنا ہی ہوا ہے
کہ اب میں کھڑکی سے بارش دیکھتا ہوں

اس بارش کی طرح تجھ پر برستی رہیں خوشیاں
ہر بوند تیرے دل سے ہر غم کو مٹا دے

Miss You Shayari Collection:

Teri aarzo mein deewana ho gaye,
Tujhe apna banate-banate begane ho gaye,
Kar le ek baar yaad dil se mujhe,
Tere dil ki awaaz sune zamane ho gaye.
Miss You Shayari Collection

Nazar Chahti Hai Deedar Karna,
Dil Chahta Hai Pyaar Karna,
Kya Bataoon Is Dil Ka Aalam,
Nasib Me Likha Hai Intezar Karna

Soch kar uske baare mein muskarate hai ham,
Khud ko hi roz nayi kahani sunate hai ham,
Jab bhi yaad karte hai usko,
Saari duniya ko us waqt bhul jaate hai ham.

Miss You Poetry:

Din me suraj Chhip sakta hai,Roshni nahi.
India toss jeet sakta hai,Match nhi.
Dil tut skta hai, Pyar nhi..
Hum shayari karna bhul sakte hai,
Aapko yad karna nhi.

Har raat 1 dhun gungunati hai,
har phool se mehak zarur ati hai,
apke man me beshak hamara khayal tak na ho,
par hame to har waqt aapki yaad aati hai

Us Se Duri Ka Ehsas Zinda H,
Uske Mohabaat Ki Abhi Pyas Zinda H,
Mar Gya Hoon Mai Sadiyon Pehle Per
 Is Dil Me Abhi B Uski Aas Zinda H......

Miss You Shayari Kal Raat Khawabo:

Kal raat khwabo we aapki tasveer bana dali
itani achhi lagi ki dil se laga dali
jab hua khoup ki koi chura na le isse
to itanaroye ki apane ansuo se himita dali
I MISS YOU

Kisi ke Deedar k liye Dil tarasta hai,
Kisi k Intzar mein Dil Tarapta hai,
Kya kahein iss Dil-E-NADAN ko?
Jo apna ho kar kisi aur k liye Dharakta hai…

Miss You Shayari Aye Khat:

Aye khat ja unke haathon ko chum le,
Jab wo padhe to unke hothon ko chum le,
Khuda na kare we faad bhi daale,
To girte girte unke kadmo ko chumle.

Aapki kami se dil mera udaas hai,
Par mujhe to aapse milne ki aas hai,
Zakhm nahi par dard ka ehsaas hai,
Aisa lagta hai
Jaise dil ka ek tukda aapke paas hai.

Khwaab aankhon se gire aansu me dhal kar,
Dam armaano ne toda dam machal-machal kar,
Meri kismat me judaai likhi thi,
Warna har kadam rakha tha
Sambhaal-sambhaal kar

Miss You Shayari Din Aate Hain:

Din Aate Hai, Din Jate Hai
Kuch Lamhe Aap K Bin Guzar Nahi Pate Hai
Inhi Lamho Ko Samet K Dekhu To
Aap Bahot Yaad Aate ho.I miss you

Bahane bahane se aapki bat krte hain
Har pal aapko mehsus kartey hain,
Itni bar to aap sans bhi nhi lete honge
Jitni baar hum aapko yaad karte hain.

Chale gye the door aapse kuch pal ke liye,,
Par kareeb hai aapke har pal k liye

Miss You Toote Dil Ka Dard:

"Toote Dil ka dard Dilwale se pucho"
"Dharti ki pyas barsaat se pucho"
"Yaad karte hain Hum Aapko kitna"
"Ye Humse nahi Aapne Aapse pucho"

Yaadon ko teri hamne khone na diya,
Ghamo ne bhi chup hone na diya,
Aankhein to aaj bhi bhar aayi teri yaad mein,
Par teri di hui kasam ne hamein rone na diya.

Manjil ki rah me raste badal jate he.
waqt ki aandhi me ensan badal jate he.
sochte he unhe etna yad n kare.
lekin aankh bnd karte hi erade badal jate he.

Miss You Shayari Sard Mosam Ka:

Sard mausam ka maza kitna alag sa hai,
Tanha raat mein intazaar kitna alag sa hain,
Dhund bani naqab, aur chupa lia sitaron ko,
Unki tanhaai ka ab ehsas kitna alag sa hai

Hume Jeene Nahi Deti Hai Ye Gujari Huyi Yaadein
Hamse Bhooli Nahi Jati Hai Ye Biti Huyi Baatein
Ab Kaise Kahein Ham Tumse Ye Dost Teri Baatein
Hame Har Pal Yaad Dilata Hai Teri Har Chhoti Chhoti Baatein.

Miss You Shayari Waqt Guzarta:

Waqt guzarta raha par sanse thami si thi,
Muskura rahe the hum, par ankho mein namisi thi,
Sath hamare ye jahan tha sara,
Par na jane kyun kisi ki kami si thi

Kuch log yaado ko dil ki tasveer banate hai,
Dosto ki yaadon mein mehfil sajate hai,
Hum thode alag kism ke insaan hai jo kisi ko,
Yaad aane se pehle unko apni yaad dilate hai.

Khwabon mein jeena jab aadat ban jaati hai,
Haqeekat ki dunia berang nazar aati hai,
Koi intezar karta hai zindagi ke liye,
Aur kisi ki zindagi intezar mein guzar jati hai.

Miss You Shayari Dur Ho Magar:

Dur Ho Magar Ye Ehsaas Hota Hai
Koi Hai Jo Harpal Dil Ke Paas Hota Hai
Yaad To sabki Aati Hai
Magar Apki Yaad Ka Andaj Kuch Khas Hota Hai
gN Mis u frnd...

Kuch Lamho se aankh bhar jati he,
Wo subah rangin or sham haseen ho jati he,
Bhul jate he jindgi ke gamo ko,
Jab ap jaise logo ki yad ati he.

Aaj muskurane ko jee chahta he,
har gam bhulane ko jee chahta hai,
aapki yaad me msg kya bhejun,
khud aapke pass aane ko jee chahta hai

Miss You Shayari Kadmo Ki Duri:

Kadmo Ki Duri Se Dilo Ke Fasle Nahi Badte,
Dur Hone Se Ehsas Nahi Marte,
Kuch Kadmo Ka Fasla Hi Sahi Hamare Beech,
Lekin Aisa Koi Pal Nahi Jab Hum Tumko Yad Nahi Karte.

Shaam hui to uski yaad aayi,
Uske sath guzre har pal ki yaad aayi,
Ab to bina uske meri aankh bhar aayi,
Aankho ko bnd kiya to uski tasveer bn aayi,
use dekh ke dil ne li angdaai,
Mere hothon se ek Or halki muskan nikal aayi

Best Miss You Shayari:

"Miss U, Miss U Sab Kahe.!!
"Par Actually Miss Kare Na Koy !!"
"Ager Koi Kisi Ko Really Miss Kare"
"To Fir Sms Band Kyo Hoy"

Is raat ki tanhai se, Is dard ki gehrai se,
Ye dil kuch baat ker raha hai,
Samjho in lafzon ki chuban ko,
Koi dil se tumhe yaad ker raha hai.

Yaad me teri haalat meri bahot buri h sanam,
yaad pal pal kar raha hu nikalta ja raha h sara dum,
jaldi se aao pass hamare taki 
khushiyo me badal jaye hamare sare gum.

Miss You Shayari Arson Ke Baad:

Arson Ke Baad Hoti Hai Mulaqat,
Phir Bhi Rehti Hai Dil Me Dil Ki Baat.!
Nazron Se Karna Padta Hai Pyaar,
Par Nazar Milane Ke Liye Bhi Karna Padta Hai Intezaar.!

khushiyan dene walo me ek naam apka hai,
saath dene walo me ek naam apka hai,
sab kuch bhula diya hamne,
jo bhulana sake wo ek naam aapka hai.

Miss You Shayari Todne Ke Liye:

"Todne Ke Liye Wada Kiya Nahi Jata.
Soch Samajh Ke Pyar Kiya Nahi Jata.
Yakin Karo Pyar Ho Ya Dosti.
Agar Dil Se Ho To Uske Bina Ek Pal Bhi Jiya Nai Jata.
Miss u

Akela Sa Mehsus Karo Jab Tanhai Mein,
Yaad Meri Aaye Jab Judai Mein,
Mehsus Karna Tumhare Hi Paas Hoon Main,
Jab Chahe Mujhe Dekh Lena Apni Parchai Mein..

Suna Hai Log Usay Aankh Bhar Ke Dekhte Hain:

:سنا ہے لوگ اُسے آنكھ بھر كے دیكھتے ہیں

سنا ہے لوگ اُسے آنكھ بھر كے دیكھتے ہیں
تو اس کے شہر میں‌کچھ دن ٹھہر کے دیکھتے ہیں
Suna Hai Log Usay Aankh Bhar Ke Dekhte Hain
So Us Ke Shahar Mein Kuch Din Thehar Ke Dekhte Hain
faraz Ahmad Shayari

سنا ہے ربط ہے اس کو خراب حالوں سے
سو اپنے آپ کو برباد کرکے دیکھتے ہیں
Suna Hai Rabt Hai Usko Kharaab Halon Se
So Apne Aap Ko Barbaad Karke Dekhte Hain
Faraz Ahmad Shayari

سنا ہے درد کی گاہک ہے چشمِ ناز اس کی
سو ہم بھی اس کی گلی سے گزر کے دیکھتے ہیں
Suna Hai Dard Ki Ga-Hak Hai Chashm-E-Naaz Uski
So Ham Bhi Uski Gali Se Guzar Kar Dekhte Hain
Faraz Ahmad Poetry Images

سنا ہے اس کو بھی ہے شعر و شاعری سے شغف
تو ہم بھی معجزے اپنے ہنر کے دیکھتے ہیں
Suna Hai Usko Bhi Hai Sheir-O-Shaeri Se Shaghaf
So Ham Bhi Moajze Apne Hunar Ke Dekhte Hain
Urdu Poetry Faraz Ahmad

سنا ہے بولےتو باتوں سے پھول جھڑتے ہیں
یہ بات ہے تو چلو بات کر کے دیکھتے ہیں
Suna Hai Bole To Baton Se Phol Jharte Hain
Yeh Baat Hai To Chalo Baat Kar Ke Dekhte Hain
Faraz Ahmad Shayari Images

سنا ہے رات اسے چاند تکتا رہتا ہے
ستارے بام فلک سے اتر کے دیکھتے ہیں
Suna Hai Raat Use Chaand Taktaa Rehta Hai
Sitare Baam-E-Falak Se Utar Kar Dekhte Hain
Faraz Ahmad Shayari Images

سنا ہے دن کو اسے تتلیاں ستاتی ہیں
سنا ہے رات کو جگنو ٹھہر کے دیکھتےہیں
Suna Hai Din Ko Use Titliyaan Satati Hain
Suna Hai Raat Ko Jugnu Thehr Ke Dekhte Hain
Urdu Poetry

سنا ہے حشر ہیں‌اس کی غزال سی آنکھیں
سنا ہے اس کو ہرن دشت بھر کے دیکھتے ہیں
Suna Hai Hashr Hain Uski Ghazal Si Aankhein
Suna Hai Usko Hiran Dasht Bhar Ke Dekhte Hain
Urdu Poetry With Images

سنا ہے اس کی سیہ چشمگی قیامت ہے
سو اس کو سرمہ فروش آہ بھر کے دیکھتے ہیں
Suna Hai Uski Siyah Chashmagi Qayamat Hai
So Usko Surma Farosh Aankh Bhar Ke Dekhte Hain
Urdu Shayari

سنا ہےجب سے حمائل ہے اس کی گردن میں
مزاج اور ہی لعل و گوہر کے دیکھتے ہیں
Suna Hai Jab se Hamail Hai  Uski GArdan Main
Mazah Aur Hi Laal o Gohar Ke Dekht Hain
Poetry with poetry

سنا ہے اس کے بدن کی تراش ایسی ہے
کہ پھول اپنی قبائیں کتر کے دیکھتے ہیں
Suna Hai Uske Badan Ke Taraash Aise Hain
Ke Phol Apni Qabaaein Katar Ke Dekhte Hain
Poetry Images

سنا ہے اس کے لبوں سے گلاب جلتے ہیں
سو ہم بہار پہ الزام دھر کےدیکھتے ہیں
Suna Hai Uske Labon Se Gulab Jalte Hain
So Ham Bahaarh Pe Ilzaam Dhar Ke Dekhte Hain
Faraz Ahmad Shayari Images

سنا ہے آئینہ تمثال ہے جبیں اس کی
جو سادہ دل ہیں‌اسے بن سنور کے دیکھتے ہیں
Suna Hai Aaeinaa Tamasil Hai Jabin Uski
Jo Saadaa Dil Hai Use Ban-Sanwar Ke Dekhte Hain
Faraz Ahmad Shayari

بس اک نگاہ سے لٹتا ہے قافلہ دل کا
سو راہ روانِ تمنا بھی ڈر کے دیکھتے ہیں
Bas Ik Nigah Se Lut'ta Hai Qafla Dil Ka
So Rah-Rawan_ Tamanna Bhi Darr Ke Dekhte Hain
Faraza Shayari

وہ سرو قد ہے مگر بے گل مراد نہیں
کہ اس شجر پہ شگوفے ثمر کے دیکھتے ہیں
Woh Sar o Qad Hai magar Hai Gul Murad Nahe
Ke Uss Shajar Pe Shaqofe Ke Samar Dekhte Hain
faraz ahmad shayari

سنا ہے اس کے شبستاں سے متصل ہے بہشت
مکیں‌ ادھر کے بھی جلوے اِدھر کے دیکھتے ہیں
Suna Hai Uski Shabistaan Se Mut-Tasil Hai Bahisht
Makeen Udhar Ke Bhi Jalve Idhar Ke Dekhte Hain
Urdu Shayari

کسے نصیب کے بے پیرہن اسے دیکھے
کبھی کبھی درودیوار گھر کے دیکھتے ہیں
Kise Naseeb Ke Hain Pirhan Usse Dekhe
Kabhi Kabhi Dar o Dewar Ghar ke Dekhte Hain
Urdu Poetry Images

رکے تو گردشیں اس کا طواف کرتی ہیں
چلے تو اس کو زمانے ٹھہر کے دیکھتے ہیں
Ruke Toh Gardishein Uska Tawaaf Karti Hain
Chale To Usko Zamaane Thehr Ke Dekhte Hain
Faraz Ahmad Poetry With Images

کہانیاں ہی سہی ، سب مبالغے ہی سہی
اگر وہ خواب ہے تعبیر کرکے دیکھتے ہیں
Kahaniyan He Sahi Sab Mubalghe He Sahi
Agar Woh Khawab Hai Tou Taabir Kar Ke Dekhte Hain
Faraz Ahmad Poetry Images

اب اس کے شہر میں‌ٹھہریں کہ کوچ کر جائیں
فراز آؤ ستارے سفر کے دیکھتے ہیں‌‌
Ab Usake Shehar Mein Thehrein Ke Koch Kar Jaein
"Faraz" Aao Sitare Safar Ke Dekhte Hain
Faraz Shayari
READ NEXT

WATCH VIDEO








Judaai Shayari Collection:

Dil Tota Hai Maira Par Ass Nai
Us Ka Ehsas Hai Par Pas Nai
Judaii Ka Dard Zaroor Hai Hum Ko
Laikin Itna B Khas Nai

itna betaab na ho mujhse bicharney ke liye
tujh ko aankhon se nahi dil se juda karna hai
judai shayari

Yaad ro-ro ke teri satati rahi,
Aag judai ki dil ko jalati rahi.
Aandhiyan jab guzarti rahi baagh se,
Shakh-e-gul apne sar ko jhukaati rahi…!

Best Judai Shayari:

Unki Tasveer Ko Seene Se Laga Lete Hai,
 Is Tarah Judai Ka Gam Mita Leta Hai, 
Kisi Tarha Zikar Ho Jaye Unko Toh,
 Hass Kar Bheegi Palkein Jhuka Leta Hai.

Kisi Ko Intezar Ki Saza Nahi Dete........
Pyar Dene Wale Ko Dil Se Bhula Nahi Dete........
Mere Ho Aur Hamesha Sirf Mere Rehna.......
Kyunki Ham Har Kisi Ko Aisi Wafa Nahi Dete…....!

itna betaab na ho mujhse bicharney ke liye
tujh ko aankhon se nahi dil se juda karna hai

Judai Shayari:

Yaad ro-ro ke teri satati rahi, 
Aag judai ki dil ko jalati rahi..
 Aandhiyan jab guzarti rahi baagh se,
 Shakh-e-gul apne sar ko jhukaati rahi…!

Unki Tasveer Ko Seene Se Laga Lete Hai,
 Is Tarah Judai Ka Gam Mita Leta Hai,
 Kisi Tarha Zikar Ho Jaye Unko Toh,
 Hass Kar Bheegi Palkein Jhuka Leta Hai.

Tumse ho kar juda hum reh nahi sakte
Mohabbat hai tumse yeh keh nahi sakte
Chahe jo ho kabhi choddkar na jana hume
Tumse duriyan hum kabhi seh nahi sakte

Judai Shayari Khuda kisi ko:

Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare,
Kare to qayamat tak judaa na kare.
Ye maana ki koi marta nahi judaai mein,
Lekin jee bhi to nahi paata tanhaai mein!

Kaisi ajeeb ye tujhse Judai thi,
Ki tujhe alvida bhi na keh saka,
Teri saadgi mai itna fareb tha,
Ki tujhe bewafa bhi na keh sake.

2 Line Judaai Shayari:

Teri yaad mein tadap rahe hai,
Warna khilkhilana hume bhi ata tha

Jiski Aankhon Mein Kati Thi Sadiyan, 
Usne Sadiyon Ki Judai Di Hai.

Unki Tasveer Ko Seene Se Laga Lete Hai, 
Is Tarah Judai Ka Gam Mita Leta Hai,
 Kisi Tarha Zikar Ho Jaye Unko Toh,
 Hass Kar Bheegi Palkein Jhuka Leta Hai.

Kyo jara si baat se chhod dete hai daama
 wo jinhe paane ke liye umar beet jaati hai.

Yaar Ki Judai Shayari:

Hum aap ko kabhi khone nahi denge, 
Juda hona chaha to bhi hone nahi denge..!
 Chandni raton me ayegi meri

Majburi Me Jab Koi Juda Hota Hai,
Zaruri Nahi Ke Wo Bewafa Hota Hai.
De Kar Wo Aapki Aankho Me Aansu,
AkeLe Me Aapse Bhi Zyada Rota Hai

Har dard se bada hai dard-e- judaai ka,,
Ek lamha jeene k liye 100 baar marna padta hain…!!

Judaai Shayari For gf:

wo aati thi milne hamse kabhi kabhi,
 lagta tha nahi hongey juda ham kabhi, 
Ab wo hamari kahan,
Chhod gayi hamari jaan hamay yahan,
 Ab toh bas aati hai yaad, 
Aaati hai sapno mein kabhi kabhi

Baharon se saja tha jahan mera kabhi
Tere jhuthe pyar ne ise banjar bana dala
Dhokha to Ishq mai seh liya tha humne
Lekin teri judaai ne hume zinda maar dala

Duriyan hi dilo ko nazdik lati hai,
Duriyan hi ek duje ki yaad dilati hai,
Door hoker bhi koi kareeb hai kitna,
Duriyan hi is baat ka ehsaas dilati hai.

Gham e Judai Shayari:

Dilo jan se karege hifazat uski,
bas ek bar wo keh de ki mai amanat hu teri….

Tere na honae se jindgi m bss itnii si kami h...
Mai chaahe laakh muskura lu parr ankho me nami hai

Lamhe judai ke bekarar karte hain,
Haalat meri mujhe laachar karte hain,
Aankhe meri pad lo kabhi,
Ham khud kaise kahe ki
hum aapse pyaar karte hain.

Judai Shayari Kitna Chahta Hun:

Kitna Chaahata Hun Tujhe Yeh Mujhko Pata Nahi,
 Magar Tumhare Siwa Koi Aur Dil Mein Basa Nahi,
 Zamana Dusman Ho Gaya Chaahat Ka Hamari,
Juda Ho Gaye Phir Se Ham Yeh Meri Khata Nahi.

Aao Kisi Shab Mujhe Toot Ke Bikharta Dekho,
Meri Rago Me Zahar Judayi Ka Utarata Dekho,
Kis Kis Adaa Se Tujhe Manga Hai Khudaa Se,
Aao Kabhi Mujhe Sazado Me Siskata Dekho

Bachpan se hi tood dete the wo har khilona
hume kya pata tha humare dil ka bhi yhi haal hoga.

Lovers Judai Shayari:

Unke intejaar ke maare hain hum,
Bus unhi ki yaado ke sahare hain hum,
Duniya jeet ke humein karna kya hain ab,
Jise duniya se jeetna tha usi se hare hain hum.

Teri doori ka ehsaas jab satane laga.
Tere sath guzra har lamha yaad aane laga.
Jab bhi bhulane ki koshish ki.
Tu dil ke aur karib aane laga.

Mere paas ab dard ke siva kuch bhi nhi,
Chao to meri aankhon se puch lo

Dost Judai Shayari:

Ae dost kabhi mujhe bhula na dena,
Is hanste hue chehre ko kabhi rula na dena,
Kabhi kisi baat per khafa ho bhi jao,
Par mujhse door hokar mujhe judai ki saza na dena

Humse door jayoge kaise,
Dil se hume bhulayoge kaise,
Hum to vo khusboo hain jo aapki saanso mein baste hain,
Khud ki saanso ko rok payoge kaise

Yun Judai Ko Mera Naseeb
Na Banao k
Jab Tum Laut k Aao
Tou Mere Paas Zndgi Na Rahe

Best Judai Shayari:

Kisi Sham Mujhe Tut Ke Bikhrte Dekho,
Meri Rooh Me Zehar-E-Judai Ko Utarte Dekho,
Kis-Kis Ada Se Tumhe Manga Hai Rabse,
Aao KabHi Mujhe Sajde Me Sisakte dekho

Jis ghari teri yadon ka sama hota hai,
Phir humein aram kahan hota hai,
Hosla mujh mein nahi tujhko bhula deny ka,
Kaam sadiyon ka hai, lamhon main kahan hota hai

Doori ne kar diya hai tujhe aur bhi qareeb..
Tera khayaal aa ker na jaaye to kya karoon

Top Judai Shayari:

Itna Betaab Na Ho Mujhse Bichhadne Ke Liye, 
Tujhe Aankhon Se Nahi Mere Dil Se Juda Hona Hai.

Jiski Aankhon Mein Kati Thi Sadiyan, 
Usne Sadiyon Ki Judai Di Hai

Na Jane Kyun Yeh Dil Mera Itni Faryad Karta Hai;
Jo Iska Ho Nahi Skta Ussi Ko Yaad Karta Hai

 Aansuo ki wajha batane ke kabil bhi na rahe hum,
Kuch is had tak barbad kar diya humko.

Judai Shayari Bewafa:

Bewafa Waqt Tha?
Tum The?
Ya Muqaddar Tha Mera?
Baat Itni Hi Hai Ke
Anjaam Zudai Nikla

Har pal khush rehna hi sikha tha
Par yaado ko teri wo bhi raas nhi aya..

Judai Shayari Status:

Pyar Ki Kabhi Numaish Na Karna, 
Wafa Ki Kabhi Aazmaish Na Karna,
 Mangoge Jaan Toh Woh Bhi De Denge, 
Bas Kabhi Judai Ki Farmaish Na Karna.

Yaad Me Teri Aanhe Bharta Hai Koi,
Har Saans Ke Saath Tujhe Yaad Karta Hai Koi,
Maut To Sachai Hai Aani Hi Hai,
Lekin Teri Judaai Me Har Roj Marta Hai Koyi.

Gham Hi Mile Itne Jeevan Mein,
Ki Khusiyon Ko Bulana Bhool Gaye,
Huva Teri Judai Mein Aisa Aalam,
Ki Hum Apna Hi Thikana Bhool Gaye.

Best Judai Shayari Collection:

Badi khamoshi se mujh dard de rahi hai,
Teri mere sath ki gai bewafai


Ishq Chhupta Hai Chhupane Se Kahan, 
Yeh Khud Be Khud Samne Aata Hai,
 Nahi Bachta Is Se Koi Bhi Kabhi,
 Yeh Sab Ko Hi Bada Tadpata Hai

Hum woh phool hain jo roz roz nahi khiltay,
Yeh wo hont hain jo kabhi nahin siltay,
Hum se bichro ge to ehsas hoga tumhain,
Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay