Dard Bhari Aur Dukhi Shayari
کاش کوئی ہوتا جو ہمارے آنسوؤں کا بھرم رکھتا
یہاں تو ہر شخص نے رولانے کی قسم کھا رکھی ہے
Kash Koi hota Jo hamare aansuon ka bharam rakhta
Yahan To har shakhs ne rulane ki kasam kha rakhi hai
DukhBari Shayari
مت کیا کرو اپنے درد کو شاعری میں بیاں اے دوست
لوگ اور ٹوٹ جاتے ہیں ہر لفظ کو اپنی داستان سمجھ کر
Mat Kiya Karo apne dard ko shayari mein bayan aye dost
Log aur Tut jaate Hain har lafz ko apni dastan samajh kar
Dard Shayari
ہاں آج درد کی وہ شدت ہے
جس میں کہتے ہیں موت بہتر ہے
Han aaj dard ki vah shuddat hai
Jis mai kehte Hain mout behtar hai
ہے آنسو پہ آنسو گرتا
ہے تیری یاد پہ یاد آتی
Hai aansu pe ansu girta
Hai Teri yad pe yad ati
Dukhi Shayari:
اس کی دوری چھین لی ہنسی مجھ سے
اور لوگ کہتے ہیں سدھر گیا ہوں میں
Uski duri ne chhin li hasi mujhse
Aur Log kehte Hain sudhar Gaya Hun main
Sad Poetry
خاموشی بے وجہ نہیں ہوتی
درد آواز چھین لیتا ہے
Khamoshi bewaja nahe hoti
Dard Awaz chhin leta hai
Dukh Bhari Shayari In Urdu:
دل بہت کرتا ہے ہنسنے کا لیکن
کسی کی کمی رلا دیتی ہے
Dil bohat kerta hai hansne ka lekin
Kisi ki kami rula deti hai
DukhBhari Shayari Hum Uski Aas
ہم اس کی آس میں یوں بیٹھے ہیں
جیسے لاعلاج کو انتظار ہو موت کا
Hum Uski Aas Main Youn Bethe Hain
Jaise La-Ilaj Ko Ko Intezar Ho Mout Ka
بہت زور سے ہنسا میں بڑی مددتوں کےبعد
آج پھر کہا کسی نے میرا اعتبار کیجیے
Bohat Zor Se hansa Hai Wo Muddaton Baad
Aaj Phir Kaha Kisi Ne Mera Aitbar Kijiye
Dukhbhari Shayari Mere Sabar Ki Inteha
میرے صبر کی انتہا کیا پوچھتے ہو فراز
وہ مجھ سے لپٹ کے رویا کسی اور کے لیے
Mere Sabar Ki Inteha Kiya Pochte Ho Faraz
Woh Mujhse Lipat Kar Roya Kisi Aur Ke Liye
نظر اٹھا کہ ذرا دیکھ تو سہی اک بار
کہ تیرے درد نے کتنا بدل دیا مجھ کو
Nazar Utha Ke Zara Dekh Toh Sahi
Ke Tere Dard Ne Kitna Badal Diya Mujhe
Dard Bhari Shayari
میرا درد بس میرا ہی درد ہے
بہت درد ہوا یہ جان کر
Mera Dard Bas Mera Hi Dard hai
Bohat Dard Huya Ye Jan Kar
میری روح ترستی ہے تیری خوشبو کو
تم کہیں اور جو مہکو تو درد ہوتا ہے
Meri Rouh Tarsti Hai Teri Khushboo Ko
Tum Kahi Aur Jo Mehko Toh Dard Hota Hai
Dukhbhari Shayari On Ishq
اسے کہنا اپنے لیے دعاۓ خیر کرایا کرے
کہیں میری سسکیاں اسے برباد نہ کر دیں
Usse Kehna Apne Liye Dua e Khair Kare
Kahin Meri Sistiyan Usse barbad Na Kar Dain
کون خریدے گا تیرے رخسار سے تیری آنکھ کا پانی
وہ جو درد کا تاجر تھا محبت چھوڑ دی اس نے
Koun Kharide ga Tere rukhsar Se Teri Ankh Ka Pani
Woh Jo Dard Ka Tajir Tha Muhabbat Chor Di Uss Ne
Dukhbhari Shayari Sun Kar Tamam
سن کر تمام رات میری داستان غم
وہ مسکرا کر بولے بہت بولتے ہو تم
Sun Kar Tamam Raat Meri Dastan e Gham
Woh Muskura Ke Bole Bohat Bolte Ho Tum
Dukhbhari Shayari MAine Kuch lamhon Ko
میں نے کچھ لمحے خاموش رہ کر دیکھا ہے
میرا نام تک بھول گئے میرے ساتھ چلنے والے
Maine Kuch Lamho Ke Liye Khamosh Rah Ker Dekha hai
Mera naam Tak Bhool Gye Mere Saath Chalne Wale
ہر بات پہ جو میری طرف داری کررہا ہے
وہ شخص محبت نہیں اداکاری کررہا ہے
Har Baat Pe Jo Meri tarfdari Kar raha hai
Woh Shakhs Muhabbat Nahe Adakari Kar raha Hai
READ NEXT





