Articles by "Best Urdu Shayari"
Showing posts with label Best Urdu Shayari. Show all posts

Best  Shayari In Urdu

Hum Woh Nahe Jo Pathar Utha Kar Maar Dain


Hum Hain Woh Jo Raat Ko Suraj Dikha Kar Maar Dain
Urdu Shayari

Best Urdu Shayari Collection

Dushman e Jaan Teri Khatir Zehar Kiyon laye Ge Hum
Tere Jaise Chaar Hum Ghazal Suna Kar Maar Dain
Shayari in urdu

Top urdu Shayari Collection

Aj Bhi Duniya Main Hain Nayab Se Woh Log Jo
Galiyan Sun Kar Dua Dain, Muskura Kar maar Dain

Urdu Poetry

2 Lines Urdu Shayari:

Dushman e jaan Soch Lena, Hum Ababilon Ke Jhundh
ye na Ho Lashkar Tera Gira Kar Na Maar Dain

urdu Shayari

Best Urdu Shayari Tum Agar Such Bolte Ho

Tum Agar sach Bolte Ho, Tum Bhi Dehshat Gard Ho
Ye Na Ho Kuch Log tera Ghar Jala Kar Maar Dain

urdu Shayari

Urdu Shayari Dushmani Ke Bhi

Dushmani Ke Bhi Adab o Adab hain Aye mere Dost
Hum Nahe Kamzarf Wo Jo Ghar Bhula Kar Maar Dain

Best Urdu Shayari

Urdu Shayari Woh Agar Hai Sahib e Kirdar

Woh Agar Hain Sahib E Kirdaar Toh Phir Kiya Huya
Ayo Uss Par Kuffar ke Fatwey Laga kar Maar Dain

Poetry In Urdu

Urdu Shayari Log Aise Bhi 

Log Aise Bhi Mubarak Aa Gye Shehar Main
Dhoop Se Chhaoon Mai Laiye Aur La Kar Maar Dain

Images of urdu Shayari

Urdu Shayari Meharban Koi

Meharban Koi Nahe Shehar Main Ik Tere Siwa
Youn Toh Hum Hath Milate Huye Thak Jate Hain

best Shayari Of Mubarak Siddiqi

Urdu Shayari Chhor Jate Hain

Chhor Jate Hain Woh Log Karre Waqt Main Kiyon
Hum Jinhain Apna BAnate Huye Thak Jate hain

Mubarak Siddiqi Shayari

Urdu Shayari Daste Hain

Daste Rehte Hain Kai Log Yahan Sanp Mizaj
Aur Hum Zakham Chupate Huye Thak Jate Hain

Lout Ayo Na Kisi Roz Aye Jane Walo
Hum Gham e Hijar Chhupate Huye Thak Jate Hain

Best Heart Touching Shayari

Urdu Shayari Dushman Bhi Mere

Dushman Bhi Mere Aam Nahe, Khaas Hain Sare
Aur Yaar Bhi Yaar , Zara Aur Tarha ke

Dushmani Shayari

Urdu Shayayri On Muhabbat

Hum Log Muhabbat Main Siyasat Nahe karte
Hum Log Hain Do Chaar  Zara Aur Tarha Ke

Best Shayari in Urdu

Urdu Shayari Insaf Toh Kehta Hai:

Insaaf Toh Kehta Hai Ke Qatil Ko Saza Ho
Munsif hain Samajhdar, zara aur tarha Ke

Urdu Ki Behtreen Shayari
READ MORE

Share on Whatsapp

Poetry Collection 0n Money

Poetry On Money in Urdu

یوں تو میرے خلوص کی قیمت کم نہ تھی
لیکن کچھ کم شناس لوگ دولت پہ مر گئے

‏سو گئے بچے غریب کے جلدی سے یہ سن کر
‏فرشتے آتے ہیں خوابوں میں روٹیاں لے کر

جلدی سیکھ لیتا ہوں زندگی کا سبق
غریب کا بچہ ہوں ضد نہیں کرتا

اپنی غربت کی کہانی ہم سنائیں کس طرح 
رات پھر بچہ ہمارا روتے روتے سو گیا 

دولت تو وراثت میں مل سکتی ہے
لیکن پہچان اپنے دم پر بنانی پڑتی ہے

Dolat Poetry In Urdu

بنا کر تاج محل اک دولت مند عاشق نے
ہم غریبوں کی محبت کا مزاق بنا ڈالا

دوست کی یاد دل سے بھولائی نہیں جاتی
یہ دل کی دولت روز لٹائی نہیں جاتی

کبھی یہ مت کہنا کہ آپ کو ہم بھول گئے
یہ رشتوں کی دنیا روز بسائی نہیں جاتی

کم لباس تن پر عجیب لگتی ہے
امیر باپ کی بیٹی غریب لگتی ہے

اڑا دیتی ہے نیند کچھ ذمہ داریاں گھر کی
رات میں جاگنے والا ہر انسان عاشق نہیں ہوتا

Paisa Poetry On Urdu

دن بھر تڑپتی دھوپ میں کرتا رہا وہ مزدوری
 جب اجرت ملی تو رو پڑے باتھ کے چھالے

جب ہم غریب تھے بڑے سکون سے سو پاتے تھے
اب امیر ہیں تو رات فکر میں کٹ جاتی ہے

ٹوٹ جاتا ہے غریبی میں وہ رشتہ جو خاص ہوتا ہے
 ہزاروں یار بنتے ہیں جب پیسہ پاس ہوتا ہے

تلاش رزق میں یہ شام اس طرح گزر گئی
کوئی ہے اپنا منتظر خیال ہی نہیں رہا

Urdu Poetry Paisa

میری غربت نے اڑایا ہے میرے فن کا مذاق
تیری دولت نے تیرے عیب چھپا رکھے ہیں

غلطی ان کی نہیں قصوروار میری غریبی تھی
ہم اپنی اوقات بھول کر بڑے لوگوں سے دل لگا بیٹھے

میں نے دیکھا ہے اس دنیا میں ایک ایسا فقیر بھی
جس کے پاس نہیں تھا پیسے کے سوا اور کچھ

شاعری لکھ رہا تھا غربت پر
قلم ہی فروخت کرنا پڑ گیا مجھے.

Paisa Urdu Poetry

جس کے انگن میں امیری کا شجر لگتا ہے
ان کا ہر عیب زمانے کو ہنر لگتا ہے

جن کے پاس صرف سکٌے تھے وہ مزے سے بھیگتے رہے بارش میں
 جن کے پاس نوٹ تھے وہ چھت کی تلاش میں رہ گئے

میری جیب میں ذرا سا چھید کیا ہو گیا
سکوں سے زیادہ رشتے سرک گئے

جو موت سے نہیں ڈرتا تھا بچوں سے ڈر گیا
ایک رات خالی ہاتھ جب مزدور گھر گیا