Articles by "Birthday Shayari"
Showing posts with label Birthday Shayari. Show all posts

Best Birthday Shayari Status:

Phool khilte rahein zindgi ki raah mei
Hansi chamakti rahe aapki nigaah mein
Kadam kadam pr mile khushi ki bahar apko
Dil deta hain yehi dua baar-baar aapko
Birthday Shayari Images

Birthday Shayari

Dua Mile Bando Se Khushiyan Mile Jag Se
Sath Mile Apno Se Rehmat Mile Rab Se
Zindagi Me Aap Ko Be Panah Pyar Mile
Kush Rahe Aap Duniya Mein Ziyda Sub Se

Birthday Shayari Status:

Tamanna Karte Ho Aap Jin Khushiyoun Ki
Woh Khushiyan Aapke Kadmon Mein Ho
Ishwar Aapko Woh Sab Haqiqat Mein De
Jo Socha Aapne Sapnon Mein Ho

Happy Birthday Shayari

Khuda Na Kare Aapko Koi Gham Ho
Aur Sirf Khushiyan Aur Hansi Mile
Gham Jab Bhi Badh Chale Aapki Aur
Khuda Kare Raaste Me Use Pehle Hum Mile

Birthday Shayari:

Ugta Hua Suraj Dua De Aapko 
Khilta Hua Phool Khushbu De Aapko 
Hum To Kuch Dene Ke Kabil Nahi Hai
Dene Wala Hazaar Khushiyan De Aapko

Muskan aapke hontho se kahi jaye nahi
Aansu aapke palkon pe kabhi aaye nahi
Pura ho aapka har khwaab
Or jo pura na ho wo khwab kbhi aaye nhi

Thofa Mai Tujhe Aaj Mera Dil Hi Deta Hu
Yeh Hasin Mauka Gawana Nahi Chata Hu
Apne Dil Ki Baat Tumhare Samne Batlata Hu
Aur Tumhare Janam Din Ki Shubh Kamnae Deta Hu

Birthday Shayari Images:

Khushiyon Ka Ek Sansar Leke Aayenge
Patjhad Mein Bhi Bahaar Leke Aayenge
Jab Bhi Pukar Lenge Aap Dil Se
Jindgi Se Saanse Udhar Leke Aayenge..!!
Happy Birthday Shayari

Dil Se Meri Dua Hai Ke Khush Raho Tum
Mile Na Koi Ghum Jahan Bhi Raho Tum
Samandar Ki Tarah Dil Hai Gehra Tumhara
Sadaa Khushio Se Bhara Rahe Daaman Tumhara

 Happy Birthday Shayari:

Lamha Lamha Karke Waqt Gujar Jayega
Chand Lamhe Or Fir Daman Chut Jayega
Humari Duaye Hogi Kabul Or
Aapka Har Sapna Pura Ho Jayega

Birthday Status

Chand Mein Noor Na Hota,
Tanha Dil Itna Majboor Na Hota,
Hum Aapko Birthday Wish Karne Aate,
Agar Aapka Aasiyana Itni Door Na Hota

Birthday Shayari In English:

Ye Janamdin Pehle Se Accha Ho
Jivan Tumhara Siddha Sacha Ho
Kabhi Na Mile Koi Dukh Tumko,
Har Din Har Pal Tumhara Accha Ho

Tumhari is ada pe kya jawab du,
Apne yaar ko kya tohfa du,
Koi acha sa phool hota to mangwata maali se,
Jo khud gulab hai usko kya gulab du

Hamari to dua hai, koi gila nahi,
Wo gulaab jo aaj tak khila nahi,
Aaj ke din aapko wo sab kuch mile,
Jo aaj tak kisi ko kabhi mila nahi

Phool Khilte Rahein Zindgi Ki Raah Mein,
Hansi Chamakti Rahe Aapki Nigaah Mein,
Kadam Kadam Par Mile Khushi Ki Bahar Aapko,
Dil Deta Hai Yehi Dua Baar-Baar Aapko..!!

Janamdin Shayari:

Suraj roshni le kar aayaa,
Aur chidyon ne gaanaa gaayaa,
Phoolon ne hans hans kar bolaa,
Mubarak ho tumhaara janam din aaya

Khuda Na Kare Aapko Koi Gham Ho,
Aur Sirf Khushiyan Aur Hansi Mile.
Gham Jab Bhi Badh Chale Aapki Aur,
Khuda Kare Raaste Me Use Pehle Hum Mile..!!

Sajti Rahe Khushiyon Ki Mehfil,
Har Khushi Suhani Rahe,
Aap Zindgi Mein Itne Khush Rahe,
Ki Har Khushi Aapki Diwani Rahe..!!

Birthday Poetry:

Chand apni chandni de aapko,
Gulab apni khusboo de aapko,
Ham to bas yhi mangte hai har dua me
Khuda har khusi de aapko

Har lamha apke hothon pe muskan rahe,
Har ghum se aap anjaan rahen,
Jiske sath mehak uthe aapki zindgi,
Hamsha aapke pass woh insan rahe.

Khuda Na Kare Aapko Koi Gham Ho,
Aur Sirf Khushiyan Aur Hansi Mile.
Gham Jab Bhi Badh Chale Aapki Oar,
Khuda Kare Raaste Me Use Pehle Hum Mile

Happy Birthday Shayari:

Tere Jaise Dost Dunia Mein Hote Hai Bahot Few….
Chhote Se Mere Iss Dil Mein Only Hai Tu…..
Jeeta Rahe Jo Saalo Saal Jo Ped Woh Tu…
Yeh Khuda Se Dua Hai Meri Only For You….
Happy Birthday Once Again To You….


Phool khilte rahein zindgi ki raah mein,
Hansi chamakti rahe aapki nigaah mein.
Kadam kadam pr mile khushi ki bahar aapko
Dil deta hain yehi dua baar-baar aap ko

Birthday Status:

Baar baar yeh din aaye,
baar baar yeh dil gaaye,
tu jiye hazaro saal,
yehi hai meri aarzoo,
Happy B’day To You !!!

Motiyan, bela, phool, kaliyan,
Dekho yaron sab to hain na,
Aaj tumhari salgirah hai,
Dekho hum ko yaad to hai na!"

Us Din Khuda Ne Bhi Jashn Manaya Hoga,
Jis Din Aapko Apne Hathon Se Banaya Hoga,
Usne Bhi Bahaye Honge Aansu,
Jis Din Aapko Yahan Bhej Kar,
Khud Ko Akela Paya Hoga..!!

Birthday Wishes:

Har lamha apke hothon pe muskan rahe,
Har ghum se aap anjaan rahen,
Jiske sath mehak uthe aapki zindgi,
Hamsha aapke pass woh insan rahe

Ughta Hua Suraj Duaa De Aapko,
Khilta Hua Phool Khusbu De Aapko,
Hum To Khuch Dene Ke Kabil Nahi Hai,
Uper Wala Hazaar Khushiya De Aapko

Birthday Shayari For Lovers:

Tamnnaon Se Bhari Ho Jindgi,
Kwahishon Se Bhara Ho Har Pal,
Daaman Bhi Chhota Lagne Lage,
Itni Khushiyan De Aapko Aane Wala Kal!!

Yeh din yeh mahina yeh tareekh jab jab aayi,
Hum ne kitne pyar se janam din ki mehfil sajaayi,
Har shamaa par naam likh diya dosti ka,
Is ki roshni me chand jaisi teri surat hai samaayi

Khuda se ye dua hai hamari,
Umar lag jaye aapko hamari,
Khush raho sada aap
Or umar lambi ho tumhari

Status Of Birthday Shayari:

Yehi Dua Karta Hun Khuda Se,
Aapki Zindigi Mein Koyi Gam Na Ho,
Janamdin Par Mile Hajaro Khusiyan,
Chaahe Unme Shaamil Hum Na Ho

Sabse Pyara Lagta Hain Humein Ye Khas Din,
Jise Bitana Nahi Chaahtein Hum Aapke Bin,
Waise Toh Dil Deta Hain Sada Dua Aapko,
Phir B Kehtein Hain Mubaarak Ho Aapko Ye Janamdin

Tohfa-e-dil de doon ya de doon chand taare,
Janam din pe tuje kya du ye puche mujhse saare
Zindagi tere naam kar doon toh bhi kam hain,
Daman me bhar du har pal khushiya me tumhare

Birthday Shayari For Friends:

Main likh du tumhari umar chand sitaaro se 
Janamdin manau main phoolo se baharo se 
Har ek khoobsurti duniya se main lekar aau, 
Mehfil ye sajaau main har haseen najaro se

Duniya Ki Khushiyan Aapko Mil Jayein,
Apno Se Mil Ke Aapka Man Khil Jaye,
Chehre Par Dukh Ki Kabhi Shikan Na Ho,
Aapke Birthday Par Meri Shubkamnayein

Pyar se bhari jindgi mile aapko,
Khusiyon se bhare pal mile aapko,
Kabhi kisi gham ka saamna na karna pade
Aisa aane wala kal mile aapko

Best Birthday Shayari:

Hamare liye khaas hai aaj ka din,
Jo nhi beetana chahate apke bin,
Wese to har dua aapke liye mangte hai
Fir bhi khete hai khub sari khushiyan mile apko is janamdin

Aapko yad rahe ya na rahe,
Hamko rahta hai yad ye din har din,
Hamare liye to bahut khaas hai
Kyoki yhi to hai hamari jaan ka janamdin

Har kadam aapke hothon pe hansi ho,
Haar pal aapke dil me khushi ho,
Sitare bhi zameen par aakar aapko gherle,
Aisi chand ke tarah chamakti aapki zindagi ho

Birthday Shayari Collection:

Khushiyon ka ek sansar leke aayenge,
Patjhad mein bhi bahaar leke aayenge,
Jab bhi pukar lenge aap dil se,
Jindgi se saanse udhar leke aayenge

Gulab ki tarah khushiyan khile jivan mein apke, 
Khusboo ki tarha hasi bani rahe hothon pe apke, 
Muskurate raho aap hamesha aise hi 
Or ham bane rahe dil mein apke

Pholo Ne Bola Khsubu Se,
Khusbhu Ne Bola Badal Se,
Badal Ne Bola Lehro Se,
Lehro Ne Bola Sahil Se,
Wo Hi Hum Kehte H Dil Se,
Happy Birthday To U

Happy Birthday Shayari:

Sitaron Se Aage Bhi Koi Jahan Hoga,
Jahan Ke Saare Nazaron Ki Kasam,
Aapse Pyaara Wahan Bhi Na Hoga.
*Happy Birth Day*

Khuda Buri Nazar Se Bachaye Aap Ko,
Chand Sitaron Se Sajaye Aap Ko,
Ghum Kya Hota Hai Ye Aap Bhool Hi Jao,
Khuda Zindagi Mai Itna Hasaye Aap Ko..!!

Suraj Roshni Le Kar Aaya,
Aur Chidiyon Ne Gaana Gaaya,
Phoolon Ne Hans Hans Kar Bola,
Mubaraq Ho Tumhara Janam Din Aaya..

Happy Birthday Shayari Status:

Aapko yad rahe ya na rahe, 
Hamko rahta hai yad ye din har din, 
Hamare liye to bahut khaas hai 
Kyoki yhi to hai hamari jaan ka janamdin

Yahi Dua Karta Hu Khuda Se,
Aapki Zindigi Mein Koi Gam Na Ho,
Janamdin Per Mile Hazaro Khusiyan,
Chahe Unme Shaamil Hum Na Ho..!!

Happy Birthday Shayari In English:

Har Khushi Khushi Mange Aapse,
Jindagi Jinda Dili Mange Aapse,
Ujala Ho Mukaddar Me Aapke Itna,
Ki Chand Bhi Roshni Mange Aapse

Suraj roshni le kar aaya ..
Aur chidiyon ne gaana gaaya,
Phoolon ne hans hans kar bola ..
Mubaraq ho tumhara janam din aaya

Khushiyon ka ek sansar leke aayenge,
Patjhad mein bhi bahaar leke aayenge,
Jab bhi pukar lenge aap dil se,
Jindgi se saanse udhar leke aayenge

Birthday Poetry Collection In Urdu

Birthday Shayari In Urdu

سورج کی كرن تیزی دے آپ کو
  کھلتے ہوئے پھول خوشبو دے آپ کو
ہم جو دیں گے وہ بھی کم ہو جائے گا
   دینے والا زندگی کی ہر خوشی دے آپ کو
        سالگرہ مبارک

سالگرہ مبارک Poetry In Urdu

دعا ہے كہ زندگی کی ہر کامیابی پہ آپکا نام ہو
آپکے ہر قدم پر دنیا کا سلام ہو
ہمت سے مشکلوں کا سامنہ کرنا
تاکہ وقت بھی آپکا غلام ہو
🎉🎉سالگرہ🎈مبارک🎉🎉

تمہاری سالگرہ پر دعا ہے یہ میری
کہ ایسا روز مبارک بار بار آئے
تمہاری ہنستی ہوئی زندگی کی راہوں میں
ہزاروں پھول لٹاتی ہوئی بہار آئے

Birthday Wishes Poetry In Urdu

 پھولوں نے امرت کا جام بھیجا ہے
سورج نے گگن سے سلام بھیجا ہے
مبارک ہو سالگرہ کا دن
 تہہ دل سے ہم نے یہ پیغام بھیجا ہے

سب سے پیارا لگتا ہے مجھے یہ خاص دن
جسے گزارنا نہیں چاہتی میں آپ کے بن

ہر سال ہی آتا ہے یہ اک خوشگوار دن
دعا ہے یہ ہم سب کی کہ آتا رہے سدا

Salgirah Poetry

خوشیاں ہزار تم کو ملے سالگرہ پر
دیتے ہیں ہم دعا تمہیں عمر دراز کی

اک اور اینٹ گر گئی دیوارِ حیات سے۔
نادان کہہ رہے ہیں۔ جنم دن مبارک

 شاعر کو شاعری مبارک، چاند کو چاندنی مبارک
ہماری طرف سے آپ کو سالگرہ مبارک

Salgirah Poetry In Urdu

رفعتیں اور بلند بھی تجھ پہ ناز کرے
تیری یہ عمر خدا اور بھی دراز کرے

حسیں چہرے کی تابندگی مبارک ہو
تجھے یہ سالگرہ کی خوشی مبارک ہو

تمہاری سالگرہ کے دن یہ دعا ہے ہماری
جتنے ہیں چاند تارے اتنی ہو عمر تمہاری